@@ paigam e hind @@
Hind hai naam mera mujh ko bana kar dekho. Aman ka fool hu tum mujh ko khila kar dekho.
Tera hamadard bhi hu meet bhi aur hamsaya. Kabhi nigah se nafarat ko hata kar dekho.
'shiv'