''maa-abba ke jaate hi hal-e-shakhsiyat kya kahoo'n..
......apne hi gar me gumshuda maloom hoti hai.''
''jab gardisho'n me dost mere ram-o-khuda ke paas ho........
mere zahan me har gadi bas lafz maa hi aata hai.''
''bhoolkar bhi e garoor is or aana nhi.......
in galiyo'n me shraafat ke kaante bichhe hai.''
''muflisi jab mashhoor hoti hai......
fil hakikat makhmoor hoti hai.''
''labo'n ki garmiya'n paakar hakikat bhul jaate hai.....
do aansu gir gye hum tizaarat bhul jaate hai.''
''YU'N ISHKE MASNOOI KA ANZAAM AAYA.....
BADAN PE TEZAAB FIKVAYA HAI.''
''beti sayaani jab kabhi abba bulaati hai......
.vo sath me rahkar juda maaloom hoti hai.''
pairo'n tale kitni zami ehsas hota hai.''