www.swargvibha.in






Thakur Deepak Singh kavi

 

 

1-
Mere dil me utar kar dekh...
Tere liye itna pyar basa rkha hai...
Ki umra gujar jaegi teri...
Vo kona talaashne me...
Jha tere pyar basa na rakha ho...
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

2-
Unkhone ishq me...
Tohfe me diye itne aanshu...
Ki aankhe bhi khti hai dil se...
Bas kr paagal...ab mai ro nhi skti...
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

3-
Chal ab chale...
Shaam k intazar me...
Ab mere aanshu tham nhi rhe...
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

4-
Gale se laga le mujhe....
Dhadkano ko sun le meri...
Ankho se nikle aanshu...
Maangte hai bharosa tera...
Apne sar ko mere kandhe par jhuka kr...
Seene se lga le mujhe...
Aa ab aur na tarsa...
Bahe taras rhi hai...
tujhe khud me samaane ko...
Aa...dhadkne...krna chahti hai...
Tujhse...sirf tujhe hi baate...
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

5-
Jab jab dekhunga khud ko...
Teri yaad aayegi...
Simat kr gujrengi hawaae jb mere paas se...
Teri chaahat ki roshni...
Pyar ki lau jalaegi...
Tu harwaqt yaad aayegi...
Tu harwaqt yaad aayegi...
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

6-
Pyar barsa ja apna...
Barsaat ki boondo ki tarah...
Tere pyar ki ek-ek boond k liye...
Mai pal-pal tarash rha hu...
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

7-
Shaam ki ruhaani hawao k sang...
Yu hi behti rhe mushkaan teri...
Door aasmaano me udti patango ke jaise...
Laharati rahe adaaye teri....
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

8-
Kya khoob nazare aaye hai....
Shamma ki lau me mahal banana chahe hai....
Kya khoob unki adae hai...
Hume aate dekhe bhi hai...
Phir bhi nazre jhukaaye hai...
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

9-
Aapne yu dekha hume...
Apni kaatil pyar bhari nigaaho se...
Ki hum sharma bhi gye...aur mushkura bhi gye...
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

10-
Kuchh tum kho kuchh ham khe...
Pal yu hi thahar jaaye....
Kuchh tum kho...bas hum sune...
Aur yu hi ye raat gujar jaaye...
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

11-
Tu chal sang mere ab...
Thak si gyi teri nigaaho me...
Pyar barsaane ko dil krta hai...
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

12-
Ye vo duniya hai jaha pyar bhari nigaaho ko bhi...
Nafrat se bhar diya jaata hai...
Bhookhe k haath se roti chhin jaati hai....
Aur garedbo se khuda juda kr diya jaata hai...
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

13-
Aap door hai to kya hua...
Aapki yaado ka swagat aaj bhi hum nam aankho se kiya krte hai...
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

14-
Aapke chehre par mushkan yu hi barkarar rhe....
Aapki zindadili ki aan fizao k saath bahaar rhe...
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

15-
Chalo aaj phir thahar kr aapka intazar kr lete hai....
In tanhaio si chubhti hawao k sang....
Dil me bharose ki ek chirag hai...
Par darr hamesha jeet jaata hai 'aap nhi aaoge....'
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

16-
Tu jo mushkuraye to haseen shaam ho rhi hai...
Tere ishq me hastiya badnaam ho rhi hai...
Kya jaadu chala sab par tere noor ka...
Dil ki basti bhi aajkal gumnaam ho rhi hai...
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

17-
din dhalne tak intazaar hai uska...
Kbhi to dil ki dashtk sunne aayegi vo..
--THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

18-
हमसे मुँह मोङ कर चल दिए वो....
कहते है वो कि हमेँ प्यार मेँ पिघलना नहीँ आता....

19-
चिराग के जलने का अभी दर्द कैसा!!...
शमाँ को अभी पिघलने तो दो...
रूठ के अभी हमसे जाना कैसा!....
ख्वाबोँ को दिल मेँ पलने तो दो....
-ठाकुर दीपक सिँह कवि

 

20-
lo fir shaam dhal gyi...
Ab tumhe hamara intazar kha...
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

21-
Tu jo paas se gujar bhi jaati hai to....
Dil ko har mausam achha achha lgta hai..
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

22-
Mujhe dekh aaj mushkura k gyi vo....
Din k darmiyaan apni jagah bana gyi vo....
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

23-
Fir dekha aayna humne....
Fir teri yaad aayi...
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

24-
Chah kr bhi....rusvayi mili...
Kya khoob....!...tohfe me is duniya se mujhe behayai mili....
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

25-
Tut kar dil jab tukdo-tukdo me bikhar jaata hai....
Har paththar bhi sheesha nazar aata hai....
Koshish krte hai khud ko paane ki...
Uske dil me...
Jiske dil me humne apna takdeer nazar ata hai...
-THAKUR DEEPAK SINGH KAVI

 

 

26.रौशन है जिन्दगी फिर भी तन्हाई नजर आती है
चमकते हुए चाँद मेँ भी परछाई नजर आती है

 

27.सपने सजानेँ भर से ही
मंजिल नहीँ मिल पाती
हम उन्हेँ जोङते है
चाहे जितनी मुश्किलेँ आती
खामोश रहकर भी हम
कितना कुछ कहते है
क्या तुम
कभी पढ पाये
सपनेँ तो हमने तुम्हारे सजा दिये
पर तुमने मेरे सपने कभी सँजाये?

 

 

HTML Comment Box is loading comments...
 

Free Web Hosting